Aaj ke Time Jitne naye Blogger aate hai aur Unhe ye Sawaal Jarur milata hai ki Backlinks kya hota hai aur Backlinks ke Kya Kya Fayde Hai, Aur Backlink se SEO kaise hota hai.
To aaj main apako Backlink se Judi saari Sabhi baate batane wala hu.
![]() |
Backlinks kya hai |
Backlink Kya Hota Hai
Aapane Kabhi Na Kabhi Kisi website ko visit kiye Honge to vahan per aapane Dekha hoga Ki Kuchh link ok Lage rahte hain.
Ab Yahan per Kuchh links Usi blog ke ke Hote hain. Lekin Kabhi Kabhi aap aap Dekhte Honge ki vah link Kisi Aur blog ka hai.
Jab Bhi aap use link per click karte hain to aapko vah Kisi Aur blog per Lekar jata hai.
Ab Yahan per Jis link per aapane click Kiya Hai hi usko hi backlink Kahate Hain.
Iska matlab yah Ki Aisa link Jo apko Ek blog se dusre blog per Le Jaaye use hi backlink Kahate Hain.
SEO me Backlinks Ka kaam.
SEO main backlink ka bahut hi jyada kam Hota Hai.
Agar aap Kisi blog se aapane blog yah website ke liye backlink banate hain to aapke website ki rank badhati hai.
Man Lijiye aapane Kisi acche blog per Apna backlink Banaya Hua Hai aur vahan se log us Link par click karake apake Blog par aate hai.
To Google aapke websites ke Rank ko Badhata hai.
Blog Ki Da Aur PA badhta hai
Agar aapane alag alag website se bahut Sare backlinks banaa rakhe hain to Google aapke website ke upar II Bharosa karne lagega.
Bharosa karne ka matlab hai ki aapke website ki Domain authority Badh Jayegi.
Yahan per domain authority aapke website ko Google ke Najar mein % Ke hisaab se Bataya Jata hai.
Domain authority ko shortcut mein DA bhi kahate hai.
Domain authority ko badhane ke liye aap Jab Bhi backlink Banaye to Waha par aap apane website matlab Domain ka link dijiye.
Domain authority badhane se aapke website ke post ko rank karane main aasani hoti hai.
Backlink Banane se page authority bhi badhati hai, page authority badhane se aapke web page ko rank karane Mein aasani hoti hai.
Page authority badhane ke liye aap Jab Bhi Kisi Doosre blog par Apna backlink Banaye to Waha par apako apne Post ka Link Lagana Hai website ke Domain ka nahi lagana hai.
Agar Aap Page Authority badhenge to aapke a website ka domain authority apne aap hi Badh jayega.
Backlink bhi 2 Prakaar ke hote hai.
Dofollow Backlinks
Nofollow Back links
Dofollow aur Nofollow Banklinks me anter Janane ke liye Click kare
Dofollow BackLinks Ko Google Boot aur Log bhi Follow Karte hai.
Nofollow Backlink Ko Google Bot follow nahi Karta hai. Lekin Log is link Ko Follow karke apke website par aa sakte hai.
How to Check Dofollow And Nofollow Backlink
To apako isake liye ek Extension ka use kar sakte hai. Us extension ka link apko de raha hu yaha se aap Ise apne Browser me Install kar Lo. Nofollow Extension
Website ka Backlink kaise Check Kare
- Semrush
- Ahref
- Moz
Backlinks Kitne Tarike se Banaya Jata hai
- Guest Posting
- Inclusion in a content roundup
- Forum post
- professional directories
- Inclusion on a resource page
- Comments backlinks
- Inclusion of a link in a testimonial
- Contextual links from another website
- include link in social media post
High Quality Backlink kaise Banaye
Check website DA
Check Website Age And Quality
Check spam Score
Kya Blog ke liye Backlinks jaruri hai
Blog Post Ko Rank Karane ke Steps
- Blog post ko rank karane ke liye apko Quality Content Likhna hoga.
- Fir isake baad apko us post par Backlink Banana hoga.
- Aur usake baad Apko Social Media Par Share karna hai.
Backlink banane ke Fayde
- Backlink banane par apake Blog Par organic Traffic aata hai.
- Backlink se Blog Google me Fast index Hota hai.
- Back link se website Referral Traffic Badh Jata hai.
- Website ki Authority Increase Hoti Hai.