Hello, dosto Agar aap New Blogger hai To aapko In sabhi Free Useful Tools & Extension ke Baare me Janna Jaruri hai. Jo Apko Blogging me bahut hi Help kar sakte hai. yaha Par apko sabhi tools ko bataya jayega Aur Unke kya kya kaam hai ise bhi bataya jayega.
![]() |
Free Tools For New Blogger |
Blogging ke liye UseFul Free Online Tools List
Contents
1. Google Keyword Planner
2. SEO Checker
3. Spam Score Chaker
Apne blog ka spam score check karne ke liye Yahan per main aapko Ek website aur ek extension ke bare mein batane wala hun.
- Spam Score Chaker:- aapko is website per jana hai aur aur apne blog ka URL paste Karke Apne a blog ka spam score check kar sakte hain. Spam Score Chaker
- extension ki madad se spam score check karna bahut hi Aasan hai aapko Apne extension store me jana hai hi aur vahan se MOZ naam ka extension Apne browser mein Install kar lena hai. MOZ
4. Canva
canva tool blogging ke liye bahut useful free toll is tool ki madad se aap apne blogging ke liye thumbnail bana sakte hain, Canva
Yahan per aap Kisi bhi website ke liye thumbnail ya Logo bana sakte hain jaise ki YouTube Facebook Twitter Instagram etc.
5. plagiarism Cheker Jab aap Koi post likhate Hain To aisa bhi ho sakta hai ki aapane jo words likhe hue hain vah word Pahle Se hi Kisi Ne Apne blog per likhkar publish kiya ho. Plagiarism agar aap wahi word Apne post Mein use karte hain to Aapka post copy post Kaha jaega, Aise mein Main yah check karne ke liye ki mera post Kitna quality content hai, iske liye internet per bahut Sare tool Hain. Main Yahan per aapko Ek tool ka link de raha hun aap is tool per Apne blog ke post ko paste Karke ya fir us Post URL paste Karke Apne artical ka Plagiarism Score pata kar sakte hain.
6. Add This add this tool ki madad se aap apne blog per social share button Laga sakte hain aur subscription option bhi add kar sakte hain. Add This Add this me apko aur bhi bahut se tools mil jayege jisako aap apne blog par laga sakte hai.
7. Image Optimizer
Apne Blog ke Image ko Optimize karna bahut hi jaruri hi, kyoki image ko optimize karne se apke blog page ki speed fast ho jaati hai.
image ko optimize karne ke liye aap apne laptop ya mobile ki madat se kar sakte hai.
Isame bas apko Apna Image Upload karke usako Optimize karna hota hai.
main aapko app aur website dono ka link de raha hu. main bhi inhi ka use karta hu.
8. Google SERP
SERP ki madat se aap apne title aur Description ki Lenght ko sahi se search related bana sakte hai. SERP Preview
isame apko preview dikhayega ki apka post jab google me rank karega to wah kaise dikhega.
9. website Speed Checker
apne Blog ya website ki Speed check karne ke liye bahut saare Online Tools hai, main apko 2 Tools ke Link de raha hu Jaha se aap Apne Website ka Link Paste karke apne website Speed ko Check kar sakte hai.
agar kisi blog ka loading speed Bahut Slow hai to wah Website ya Blog Google me Jaldi Rank Nahi ho sakta hai.
10. Backlink Checker
aapko kisi Bhi Website Ya Blog ka Backlinks Check karna hai To Aap Ahrefs backlink checker ka use kar sakte hai. Backlinks Chacker
InterNet par Bahut saare free Backlinks Chacker Tool hai jaha se aap Backlinks check kar sakte hai.
lekin main Isi Tool ka use karta hu.
11. Page Rank Checker
Agar aapko apne kisi bhi post ya page ka rank check karna hai ki wah kitane No. par Rank ho rahi hai. isake Liye aap is tool ka use kar sakte hai. Keywors Rank Checker
Isame apko apne page ka URL Paste karna hai aur Apne desh Ka Search Engine Select karna hai, Fir apne 10 Keyword tak Type Karna hai.
ab yah Tool Apko Batayega ki Kis Keyword par Apka Post Kitne No. Par Rank Ho raha hai.
12. Nimbus Screenshot
Yah ek Browser Extension hai Jisse aap apne Browser me ScreenShot lekar usako acchi Tarike se Edit kar sakte hai. Nimbus
Nimbus ki madat se aap apne Photo ko Upload karke bhi Edit kar sakte hai.
Nimbus Screenshot ko Use kaise kare
13. Grammarly
Grammarly Extension Tool ko aap Apne Browser ko Apne Browser me Add karke Jab Bhi Aap Kuch Galat Type karege to Yah Tool Apke us Word ko Sahi kar dega. Grammarly Extension Chrome
14. SEOquake
Is SEOquake Extension ki madat se aap Kisi Website ka Bahut se Data ko check kar sakte hai. Jab Aap Is Tool ko Apne Browser me add karege to apko yah tool bahut hi jyada accha lagega. SEOquake Chrome
15. Copyright free Image Website
Agar aap Apne blog ke liye Copyright Free image Search karte hai to aaj main aapko kuch websites ke naam batane wala hu jaha se aap image ko download karke apne Blog par free me use kar sakte hai.
BHAI BAHUT ACCHE SE APNE BATAYA HAI BHAI BLOG KA TITLE DESCRAPTION KAUN SE CHOOSE KARE JO KI POST TOP 100 ME RANK KAR JAYE MY WHATSAPPS NUMBER 8810647607 PLEASE TELL ME MAI I WAIT FOR YOUR REPLY
apne topic se related keyword , title aur description likhe, jyada jaankari ke liye maine apne blog aur youtube par pahle se hi post kiya hua hai unhe jarur check kare
thanks bhai
welcome bhai
Thanks sir ji
welcome
bhai blog post ke liye templete kaun app ya software se banaye j
Mere blog ke template ka naam Publisher hai, yah maine nahi banaya hai.
[…] Blogging Ke liye Useful Tools For new Blogger in Hindi […]